15 x 30 house plans design I 450 स्क्वायर फीट मकान बनाने में कितना खर्चा आएगा
The popularhousedesigns aj apke sath 15 x 30 house plans design ka ak ghar ka naksha ke bareme batayange or building construction banane me kitna kharcha aiye ga uske details share karenge .
450 sqft house plan ak small house design hai . Iska kharcha jada nahi aiyegi. Agar ap 15 x 30 sqft ka ghar kam baged me banayange to kuch bato ka dhyan rakhna hai .
Kon Kon sa bato ko dhyan me rakhne ha aj aoka sath share karange.
15 x 30 = 450 sqft hota hai ham sovi ko malum hai but kharcha kitna hai uska bareme malum nahi hai . Apse ground floor ka drawing show karke kaharcha ka bareme batayange.

Uper me jo building ground floor plan ap ko dikhai de rahi hai usme ak bed room or one toilet hai . Kitchen vi hai sath me dining or stair room vi hai. Floor plan me outer wall or internal wall 5″ ka bricks wall provied kiya hai jisme ap ka construction cost or vi kam ho jaye.
Ap log chaiye to outer wall 10″ ka bricks wall istamal kar sakte hai usme apko kharcha vi jada aiyega or room ka size vi kam par jaye ga.
Apka upor depend kare ga ap konsa wall building ka andar add karage. Hamara decision ap le to apko 5″ wall karna chiye kharcha ka karne ke liye.
Building me kharcha kam karne ke liye or kuch tarika ap apply kar sakta hai
15 x 30 house plans design
- Agar ap only Ground floor construction karneka soch rahi hai to kharcha kam karne ke liya Foundation ka size ke open thorasa dhyan dena parega . Foundation ka mitti ghadda kam karne se apka cost kam ho jaye ga.
- Column size ko vi ap kom ya jada karke kharcha kam kijiye. Column size = 10″ x10″ kijiye .
- Tie beam ka vi thora dhyan dijiye usme reinforcement ka dia thora soch ke dijiye or jada jankari keliye civil engineer ke pas jake best building drawing le sakte hai. Apko technical bat ko dhekh ke kuch idea lena hai.
- Door or Window me vi thora soch ke lagaye kam baged me wood or grill ka istemal kijiye. Agar apko thora baged kam karna hai to.
- Bricks ka vi apko sahi se use karna chiye ku ki 1st class bricks or lower quality bricks ka dhyan rakhke ghar banaye . Dhekhiye ap agar low quality ka bricks use karenge to ap ka building kharap ho jaye ga.
15 x 30 house plans design me kharche kitna parega ?
15 x 30 = 450 sqft x 1500/- = Rs. 6,75,000/-
15 x 30 house plans
7 lakh me ghar kaise banaye
2 lakh me ghar kaise banaye
2 lakh ka ghar kaisa hoga
4 lakh me ghar kaise banaye
1 lakh ka ghar
गांव में घर कैसे बनाएं
मकान बनाने की लागत 2022
सस्ता घर बनाने का तरीका